Bismillahi Rahmanir Raheem Allahumma Salli Ala Sayyidina Wa Moulana Muhammadin Wa Alaa Aalihi Wassallim. Assalam Alaikum Wa Rahmath Ullahi Wa Barkatahu ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥ Shuru Karta Hoon Mein Allah Ke Naam Se Jo Nihayat Meharban Raham Wala Hai Yeh Woh Cheez Hai Jiski Khushqabri Allah Talah Apne Bandoun Ko Deta Hai Jo Iman Le Aaye Aue Neik Amal Karte Rahe Aap Farmaiye Mein Nahi Mangta Magar Koi Maweza Qurabat Ki Mohabbat Ki Aur Jo Shaqs Kamata Hai Koi Neiki Hum Dobala kardenge Iskeliye isme Husn Beshakk Allah Talah Bohut Baqashne Wala Hai Bada Qadardan Hai (Al-Shurah-23) ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥ " Hadees-E-Shareef "
Hazrat Abu Hurairah Razi Allah Anhu Se Riwayat Hai Ke : Huzoor Sallalahu Alaihe Wassalam Ne Farmaya : Hasad Se Bacho Issliye Ki Hasad Neikiyoun Ko Iss Tarah Kha Jata Hai Jis Tarah Aag Lakdi Ko Kha Jati Hai (Abu Dawood 395) ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥ "Aqqwal-E-Zareen " Saqi Gunahgaar Allah Talah Ke Nazdeek Baqeel Abid Se Acha Hai Nabi Kareem Sallalahu Alaihe Wassalam ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥ Aap Dua Ki Talib Mrs Rubina Yasmeen ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥ Join My Group http://groups.yahoo.com/group/yaadein_meri ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥ |